People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 7 *

Remote Ko Bahar Phek
Lyricist: Sarim Momin
Album: Rann(2010)
Tag: Hindi
Video:
dekh dekh news breaking news
dekh dekh news breaking news
remote ko baahar phek sirf mera hi channel dekh
remote ko baahar phek sirf mera hi channel dekh
doosre channel par please matt ja
varna mera trp gir jaayega
dekhte raho masala news khabren tadka laga ke
jaayiga nahi mera matlab doosre channel pe
jaayiga nahi mera matlab doosre channel pe

news share bazaar mein hahakaar
thehra ab bazaar ek hazaar sattar point girne ka record
shukrvaar ki subah ghadi ka kata jaise hi nau baj kar
pachpann minute par pahuncha sab ki saansein
thami ki thami reh gayi
bazaar bahut jald upar ki raah lega
break ke baad aapko hum aur khabar dikhaayenge
kal shehar mein lagataar bomb fate
to aayi dekhte hain diwali ka khaas karaya karam
abhi filmo ke jaane maane producer ka dil toota
heroine ne poore kapade pehan ne ki maang ki
sailaab mein hui tabaahi ki tasveere pesh hain
sutron ke mutabik iss ke piche bhi videshi desh hai news

garam garam khabrein tujhe sabse pehle hum denge
aur agar koi khabar na ho to kuch na kuch bana denge
hume news dikhane ki nahi bas baichne ki hai zaroorat
hum ameer bante jaate hain tum bewkoof bante ho fukad
maine kab kaha main sach bolta
tum bhi kahan sach sunna chahte
maine kab kaha main sach bolta
tum bhi kahan sach sunn na chahte
jaayiga nahi mera matlab doosre channel pe
jaayiga nahi mera matlab doosre channel pe

dekh dekh news breaking news
dekh dekh news breaking news
news thanks for joining with us
for the latest our top news
just coming in thanks
18 bombs were found and defused in the city yesterday
and on sunday 2 cars with explosives were also
found in surat
thank u very much its a partially cloudy day in delhi
the minimum temperature will be same as yesterday at 28
degrees celsius but humidity levels
are still very high news

comments ko tod marod ke sansani faila dete hain
hum jisse jo bhi chaahe jhol se bulwa lete hain
ab kitna sach hai kitna jooth, chodo na kya farak padta hai
horror, drama, romance, tragedy full entertainment hota hai
full entertainment hota hai
arey hum bhi khush aur aap bhi kush rahe
jaayiga nahi mera matlab doosre channel pe
jaayiga nahi mera matlab doosre channel pe

remote ko baahar phek sirf mera hi channel dekh
doosre channel par please matt ja
varna mera trp gir jaayega
dekhte raho masala news, khabrein tadka laga ke
jaayiga nahi mera matlab doosre channel pe
jaayiga nahi mera matlab doosre channel pe
Teri Galiyon Se
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Main-Aisa-Hi-Hoon/Teri-Galiyon-Se/BSMqQxN-RkU
Video:
teri galiyo se teri galiyo se
teri galiyo se babasta hai
babasta hai dil ka sukun
humara afsana afsana afsana
ishq me tere ban gaya junun
teri galiyo se teri galiyo se

teri galiyo se babasta hai
babasta hai dil ka sukun
humara afsana afsana afsana
ishq me tere ban gaya junun
teri galiyo se teri galiyo se

aaram kis kadar betab hai madhoshiyo ka khwab hai
shola ruh me bhikra rahi sargoshiyo ki yad hai
teri chahat se babasta hai dil ka sukun
humara afsana afsana afsana
ishq me tere ban gaya junun
teri galiyo se teri galiyo se

jalim ishq ki aawargi le aai kahan humein bekhudi
dil ke dard me yu chur hai jannat hame dikhane lagi
teri khushbu se babasta hai dil ka sukun
humara afsana afsana afsana
ishq me tere ban gaya junun
teri galiyo se teri galiyo se
Loot Jayenge(Remix)
Lyricist: Sameer
Album: Aksar(2006)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aksar/Loot-Jayenge-Remix/AgBY
jikar kare jo tera rat gujar jati hai
teri diwangi me
umar gujarne ki rah najar aati hai
teri diwangi me

jikar kare jo tera rat gujar jati hai
teri diwangi me
umar gujarne ki rah najar aati hai
teri diwangi me

lut jayenge mar jayenge
tere bina tere bina
lut jayenge mar jayenge
tere bina tere bina
rabba we rabba khair kare
rabba we rabba khair kare
rabba we rabba khair kare
rabba we rabba khair kare

soche tumhe hi soche
hum to sham sabere
tumko hi chahe tumko hi bulaye
meri baho ke ghere
soche tumhe hi soche
hum to sham sabere
tumko hi chahe tumko hi bulaye
meri baho ke ghere
rabba we rabba khair kare
rabba we rabba khair kare
jikar kare jo tera rat gujar jati hai
teri diwangi me
lut jayenge mar jayenge
tere bina tere bina
lut jayenge mar jayenge
tere bina tere bina
rabba we rabba khair kare
rabba we rabba khair kare
rabba we rabba khair kare
rabba we rabba khair kare

ham to gum hue dilbar is diwanepan me
khwabo ki kahani khyalo ki rawani
hai rawa hai rawa hai mere dil me

ham to gum hue dilbar is diwanepan me
khwabo ki kahani khyalo ki rawani
hai rawa hai rawa hai mere dil me
rabba we rabba khair kare
rabba we rabba khair kare
rabba we rabba khair kare
rabba we rabba khair kare
talatum talatum
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aitraaz/Talatum-Talatum/JzlZA
bas aaj hulchul ho jaye, jab lehar lehar se takraye
dariya me jo tufan aaye, talatum woh kehlaye
talatum talatum talatum talatum talatum
talatum me ham tum hai, ham tum kahi gum talatum
talatum talatum talatum talatum talatum
is talatum me ham dil ki kashti sanam, aaj utarenge hai kasam
talatum talatum talatum talatum talatum
talatum me ham tum hai, ham tum kahi gum talatum
is talatum me ham dil ki kashti sanam, aaj utarenge hai kasam
talatum talatum talatum talatum talatum

ishq jab had se badhhne lage, dard sanso me chadhane lage
shabnami ho agan thandi thandi jalan
jism jalne lage tut jaye badan
is talatum me ham dil ki kashti sanam, aaj utarenge hai kasam
talatum talatum talatum talatum talatum
talatum me ham tum hai, ham tum kahi gum talatum

sacha dil me agar pyar ho, kashti tufano se par ho
mauje aati rahe mauje jati rahe
hoke woh beasar chaut khati rahe
is talatum me ham dil ki kashti sanam, aaj utarenge hai kasam
talatum talatum talatum talatum talatum
talatum me ham tum hai, ham tum kahi gum talatum

hai ajab si lehar ki chalan, bachke rehna jara janeman
ishq kaa yeh safar hai bada bekhabar
lag raha jane kyun dub jane kaa dar
is talatum me tum dil ki kashti sanam, aaj utaroge hai kasam
talatum talatum talatum talatum talatum
talatum me ham tum hai, ham tum kahi gum talatum
is talatum me ham dil ki kashti sanam, aaj utarenge hai kasam
talatum talatum talatum talatum talatum
bas aaj hulchul ho jaye talatum talatum
jab lehar lehar se takraye talatum talatum
dariya me jo toofan aaye talatum talatum
talatum woh kehlaye talatum talatum
aawan ankhiya jawan
Lyricist: Irshad Kamil
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ahista-Ahista/Aawan-Akhiyan-J
is duniya ka sang na chahu, na main jhumka kangan na chahu
jaise bhi ho jitna bhi ho, rang piya ke rangna chahu
rang piya ke rangna chahu

aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil
aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil
aawan ankhiya jawan ankhiya, hijr mein tere sawan ankhiya
aawan ankhiya jawan ankhiya, hijr mein tere sawan ankhiya
aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil
aawan ankhiya jawan ankhiya, hijr mein tere sawan ankhiya

jabse piya ke sath lagi hai, sari sari rat jagi hai
jabse piya ke sath lagi hai, sari sari rat jagi hai
piya ko dhunde, piya ko chahe, piya milan ki dekhe rahe
piya ko dhunde, piya ko chahe, piya milan ki dekhe rahe, rahe rahe
jogan ankhiya, jogan ankhiya darde judayi bhogan ankhiya
aawan ankhiya jawan ankhiya, hijr mein tere sawan ankhiya

banwari mujhko kehte piya ji, gaanv ko jab se chhod diya ji
banwari mujhko kehte piya ji, gaanv ko jab se chhod diya ji
piya milan ki as mein nikali, safal jawani mom si pighli
piya milan ki as mein nikali, safal jawani mom si pighli pighli pighli
jagan ankhiya sowan ankhiya, yad mein teri rowan ankhiya
aawan ankhiya jawan ankhiya, hijr mein tere sawan ankhiya
aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil
aawan ankhiya jawan ankhiya, hijr me tere sawan ankhiya
aawan ankhiya jawan ankhiya, hijr me tere sawan ankhiya
ishq ne tere(remix)
Singer: KK,Jayesh Gandhi
Lyricist: Irshad Kamil
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ahista-Ahista/Ishq-Ne-Tere-Re
ishq ne tere ishq ne ishq ne tere ishq ne
ishq ne tere ishq ne ishq ne tere ishq ne
ishq ne tere ishq ne kar diya, kar diya bekhabar
ishq ne tere ishq ne kar diya, kar diya bekhabar
bechain shaam-o-sehar, bechain shaam-o-sehar
bas tujhe yaad karta hu main raat bhar

aahista aahista sathiya tune koi jadu hai kiya
aahista aahista saathiya ho tune koi jadu hai kiya
ho meri jawani ki kahani dubi hai tere pyar me
ho ja tu ho ja meri ho ja baitha hu tere intajar me
khoya hu tere pyar me
ishq ne tere ishq ne
ishq ne tere ishq ne kar diya, kar diya bekhabar
bechain shaam-o-sehar, bechain shaam-o-sehar
bas tujhe yaad karta hu main raat bhar
bas tujhe yaad karta hu main raat bhar

maine tumhe chaha jis tarah chahega na koi iss tarah
maine tumhe chaha jis tarah ho chahega na koi is tarah
chahat me teri main to yara na jane kya kya ho gaya
bhula main saari duniya ko khwabome tere kho gaya
chain bhi mera to gaya
ishq ne tere ishq ne
ishq ne tere ishq ne kar diya, kar diya bekhabar
bechain shaam-o-sehar, bechain shaam-o-sehar
bas tujhe yaad karta hu main raat bhar
bas tujhe yaad karta hu main raat bhar
ishq ne tere ishq ne ishq ne tere ishq ne
ishq ne tere ishq ne ishq ne tere ishq ne
ishq ne tere
Singer: KK,Jayesh Gandhi
Lyricist: Irshad Kamil
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ahista-Ahista/Ishq-Ne-Tere/Fl
ishq ne tere ishq ne, ishq ne tere ishq ne
ishq ne tere ishq ne, ishq ne tere ishq ne
ishq ne tere ishq ne kar diya, kar diya bekhabar
ishq ne tere ishq ne, kar diya, kar diya bekhabar
bechain shaam-o-sehar, bechain shaam-o-sehar
bas tujhe yaad karta hu main raat bhar
bas tujhe yaad karta hu main raat bhar
ishq ne tere ishq ne, kar diya, kar diya bekhabar
ishq ne tere ishq ne, kar diya, kar diya bekhabar
bechain shaam-o-sehar, bechain shaam-o-sehar
bas tujhe yaad karta hu main raat bhar
bas tujhe yaad karta hu main raat bhar
ishq ne tere ishq ne, ishq ne tere ishq ne

aahista aahista sathiya, tune koi jadu hai kiya
ahista ahista saathiya ho, tune koi jadu hai kiya
ho meri jawani ki kahani, dubi hai tere pyar me
ho ja tu ho ja meri ho ja, baitha hu tere intajar me
khoya hu tere pyar me
ishq ne tere ishq ne
ishq ne tere ishq ne, kar diya, kar diya bekhabar
bechain shaam-o-sehar, bechain shaam-o-sehar
bas tujhe yaad karta hu main raat bhar
bas tujhe yaad karta hu main raat bhar

maine tumhe chaha jis tarah, chahega na koi iss tarah
maine tumhe chaha jis tarah ho, chahega na koi is tarah
chahat me teri main to yara, na jane kya kya ho gaya
bhula main saari duniya ko, khwabome tere kho gaya